Skip to main content
Loading

मौसम की तरह (Official Full Video) | जानवर | Akshay Kumar & Karisma | Manhar Udhas & Alka Yagnik | S…

Shree Krishna International

1.1M views· Aug 17, 2026
1.1Mviews
3Klikes
20comments

A true love song with "Mausam Ki Tarah", a soulful romantic melody from the blockbuster film 'JAANWAR'. Beautifully sung by Manhar Udhas and Alka Yagnik, this timeless song is filled with love, longing, and unforgettable emotions. Featuring Akshay Kumar and Karisma Kapoor, the song is enhanced by the melodious music of Anand- Milind, with heartfelt lyrics by Sameer Anjaan. Movie: Jaanwar (1999) Singers: Manhar Udhas & Alka Yagnik Music: Anand-Milind Lyrics: Sameer Starring: Akshay Kumar & Karisma Kapoor Directed by - Suneel Darshan Production & Worldwide Copyrights - Shree Krishna International, India. Lyrics: Duniya ki tarah, rasmon ki tarah Vaadon ki tarah, kasmon ki tarah Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Duniya badalti hai, mausam badalte hai Lekin mere dil ko badal nahin paaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Aasmaanon ke aage tumne vaada kiya hai Dil ke badle mein maine pyaar tumko diya hai Dharti ki, ambar ki kasam Mujhko hai tere sar ki kasam Nazrein badalti hain, sapne badalte hain Lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Meri pehli tamanna, aakhri pyaar ho tum Rooh mein bas gaye ho, mere dildaar ho tum Aise hi tumhe chaahoonga main Tumhe dulhan bhi banaaoonga main Sehre badalte hain, khushboo badalti hai Pal pal meri saanson ko tum mahekaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Tumne dhoka diya to kuch bhi kar jaaoongi main Tum judaa jo hue to dekho mar jaaoongi main Meri manzil teri raahon mein hai Meri jannat teri baahon mein hai Raahi badalte hain, raste badalte hain Main daudke aaoonga jo mujhko bhoolaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Badal to na jaaoge Badal to na jaaoge Badal to na jaaoge. #Mausamkitarah #Jaanwar #AkshayKumar #KarismaKapoor #UditNarayan #AlkaYagnik #AnandMilind #Sameer #LoveSong #RomanticSong #HeartTouchingSong #BollywoodSongs #HindiSongs #OfficialVideo #EvergreenHits #90sSongs #BollywoodClassics #ShreeKrishnaInternational #MelodySongs #oldhindisongs